Movie Name: Dhoom 3 (धूम 3)
Year: 2013
Starring: Aamir Khan (Sahir), Katrina Kaif (Aaliya), Abhishek Bachchan (ACP Jai Dixit), Uday Chopra (Ali Akbar Fateh Khan)
Dhoom 3 Movie Dialogues/Quotes
- Bande hain hum uske
Humpe kiska zor
Umeedo ke suraj
Nikle charron or
Irrande hain foladi
Himmati har kadam
Kismat likhne apne haathon
Aaj chale hain hum - Aamir khan - Jo duniya ko namukin lage
Vahi mauka hota h , kartab dikhane ka... - Jackie Shroff
- Maskhara, joker, vidushak kain saare naam hain hamare, or mera personal favourite Hansod, sun kar hi hansi aa jati hai - Aamir khan
- Hoshyari, tarkieb aur dhokha ... teeno mil jaaye toh log usse jadoo samajhte hai - Aamir khan
- Aaye toh the sharafat se ... lekin jayenge toh dhoom macha ke - Abhishek Bachchan
- Ya toh chori nahi hogi ... ya chor nahi hoga - Abhishek Bachchan
- Dimaag apan ka hai jaise kismis ... chota par meetha ... zyada chalayega toh ghis jayega - Uday Chopra
- Maskarre ka khel dhokhe ka khel hota hai ... jis mein audience ko lagta hai ki jeet unki ho rahi hai ... lekin jeette hum hai, hamesha - Aamir Khan
Dhoom 3 Movie Dialogue In Hindi
- बन्दे है हम उसके, हमपे क्सिका जोर
उमींदो के सूरज, निकले चारों और
इरादे हैं फौलादी, हिम्मती हर कदम
किस्मत लिखने अपने हाथों, आज चले हैं हम |
No comments:
Post a Comment